Holy shrine
"Aap Hazrat Sultan-Ul-Aulia, Sultan-Ul-Mashaikh Mahboob-e-Ilahi Nizam Uddin Aulia Ke Khalifa Hai" "Hazrat Makhdum Syed Hussain Karam Aap Na Karoge to Karam Kaun Karega, Joli Ko Hamari Aap Ke Siva Kaun Bharega " "Kabhi Kabhi To Koi Nawaje, Mere Syed Hussain Sada Nawaje " "Koi Aaya Le Kar Chala Gaya, Koi Umar Bhar Bhi Na Pa Saka " "Hazrat Makhdum Syed Hussain Jise Chaha Dar Pe Bula Liya, Jise Chaha Apna Bana Liya " "Ye Bade Karam Ke Hai Faisley, Ye Bade Nasib Ki Baat Hai " "Teri Deed Jis Ko Naseeb Hai Wo Naseeb Qaabil E Deed Hai, Tera Daykhna Meri Eid Hai Tera Rukh Kalaam E Majeed Hai " "Hai Ye Aarzu Jo Ho Surkhru Milay Do Jahaan Ki Aabru, Meyn Kahun Ghulam Huun Apka Wo Kahayn Kay Hamko Qabul Hai "(SubhanAllah)
Mashallah